Top 10 Lightroom Preset In Hindi 2020
Dosto apka swagat hai aaj ki post me aaj apko me Top 10 Lightroom Preset dene wala hu agar aap iss preset ko use karoge apke photo me bhi best colour effect dekhne ko milega. agar apko Top 10 Lightroom Preset ko download karna or use karna janana hai to iss post me sab kuch bataya hai esliye post ko pura padhe.Photo edit karne ka best photo editor hai lightroom abhi sab log photo edit karne ke liye lightroom app ka use karte hai iss app se photo mai ak dam professional chamak aati hai jis se photo ak dam real lagti hai.
![]() |
Lightroom Editing |
lightroom se photo editing kaise kare
Lightroom me photo edit karne ke liye sbase pehale apke phone mw lightrrom app hona chiye.
lightroom me sign up karne ke liye ak gmail id honi chahiye.
apka pass kuch professional photo honi chahiye jo apne out door click ki hogi.
Top 10 lightroom preset in hindi 2020
Sabse pehele apka pass kuch photo honi chahiye jo apka phone me ho magar un photo ka background achacha hona chahiye. agar apka pass iss tarah kee photo nahi hai to aap out door me jakar photo click kar sakte hai or kuch photo aap green background wali click kar le apne pass ke park me ja kar.
Two Lightroom Preset 2020
Two Lightroom Preset 2020
Lightroom ko kaise use karte hai
Sabse pehel aap lightroom ko open kar lijiye or apne gmail id se sign up kar le uska baad apka niche plus ke option par click karna hai or phone ki gallery open ho jayegi aab apko jo photo edit karni hai us photo ko click kar ke add ke option par click kar le. abb ye photo chale jayegi all photo ke anadar apko all photo ke option par click karna hai. jo apne photo phone ki gallery se add ki hai us photo ka background green hona chahiye. jo me apko aaj preset ke bare me batane wala hu us preset ka naam Orange & yellow hai. abb iss preset ko apni photo me kaise add karna hai wo jaan lijiye.
aab apko niche plus ke option par click karna hai or apki gallery open ho jayegi. jo apne preset ko download kiya hoga apko gallery me show karega, uska bad apko us preset ko click kar ke add ke option par click karna hai or preset apka samne najar aa jayega, uska baad apko preset ko click karna hai or upar 3dot par click karna hai, niche apko copy setting par click karna hai or apka samne ak new page open ho jayega yaha pe aapko 2 blank box dekhane ko milenge un dono box par apko teek karna hai uska baad apko tools ke option par click karna hai or crop ke option par jo teek hai use hatana hai or back arrow par click karna hai. or upar teek par click karna hai, aab preset ki copy setting ho gayi hai aab ap apne photo ko click kar le or prset add karne ke liye upar 3dot par click kare or nich paste setting par click kare, or photo me preset add ho jayega. iss tarha se aap apni sabhi photo me preset aad kar sakte hai.
Dosto apko ye photo editing kaisee lagee comment kar ke batana aur is post ko apne dosto main share karna. aur next photo editing ke liye comment kare kon si photo edting chaahie apko.
Tags :
Lightroom Me Photo Edit Kaise karte hai 2020, Nick Technical Preset, Purple Lightroom Presets In Hindi, Lightroom Editing Kaise Kare, lightroom ko kaise chalate hai, lightroom ko kaise chalate hai in 2020, Lightroom Photo Editing In Hindi 2020
7 comments
Click here for commentsNice
ReplyWow
Reply01745830681
ReplySuper
ReplyJavedkhan
ReplyAbe tu itne din kaha tha.. Maja aa geya.. Love you brother 😍
Reply🇷 🇦 🇭 🇺 🇱
Replyif you have any doubts, please let me know ConversionConversion EmoticonEmoticon